Umrah mein sath lejane ki zururi cheezein

1. Documents/ Kaghzaat

  • Passport aur uski ek ya do copies
  • Visa
  • Tickets plane ki
  • Hotel booking ki confirmation
  • Passport size pictures
  • Saudi Riyals
  • Debit/ credit card
  • Emergency contact numbers

2. Phone application/electronics

  • Google Maps (aasani se raste pata chaljate hain aur hotel ki location save karsakte hain)
  • Nusuk (is se Masjid-nabwi mein Rawdah mei namaz padhne ki booking karsakte hain)
  • Phone charger
  • Adapter

3. Kapde aur shoes

  • Comfortable aur naram clothing pack karna zururi hai. Dur ke safar mein thakawat hojati hai lihaza zururi hai ke ham wo kapde sath rakhein jin mein hamein sukoon mehsoon hota ho
  • Aasan Hijab jo na phisle na garam ho
  • socks
  • Extra bathroom slippers
  • namaz padhne ki topi
  • halka sa bag, chappal usmein rakhkar masjid mein dakhil hosakte hain phir sath lekar umrah karsakte hain

4. First aid kit

  • Sardi ki dawa
  • Sar dard ki dawa
  • Diarrhea tablet
  • bandage
  • Muscle pain relief cream
  • Masks
  • Sanitizers

5. Doosri self care ki cheezein

  • Bade aur chote towels
  • Toothbrush
  • Toothpaste
  • Soap/shampoo
  • hair comb
  • small scissor
  • nail cutter
  • Shaving machine
  • Pads
  • Moisturizer
  • Empty bottle to fill zamzam water

Tags: No tags

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *